Recent Song

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

Talha Anjum - Open Letter Lyrics

Open Letter track from Talha Anjum (2023) album "Open Letter". Open Letter Song lyrics written by Talha Anjum and Produced by Umair. The song was released on 18 February, 2023.

cover art for Open Letter album by Talha Anjum

Open Letter Lyrics

Aaya hai khat mere naam lekin
Uspar kisi ka naam nai hai
Ab padhna shuru kiya
Toh pata laga ki koi aam pegaam nai hai

Likhne wala kehta hai
Usne gaane saare mere yaad kar liye
I'm thinking it's kinda funny
Mujhe apne bhi sab gaane yaad nai hai

Likhta hai 2012 me pehli dafa
Usne mera kuch suna tha
Tabh mein shayad 15 ka tha
Uska kehna hai ki woh tha tabh 16 ka

Woh likhta hai aaj ke dinon me
Uski khushi ka thikana hi nai
Mainstream yeh stream woh stream
Mere se hard koi aana hi nai

Mein sochta hu "Why do they think
Mere jaisa na aane mein meri koi jeet hai"
Jo mujhse mutassir rahe
Mujhe unn ladkon se bethaasha umeedеin

Mein samajhta hu tera perspеctive
But mera point of view thoda sa farak hai
I came from nothing, jaan laga di
Hustle ke maamle kadak hai

Khair ye mera ek mauka fir
Even if you don't fuck with it tu chill le
Dil se bade khwaab
Mere Khwaabon ko tabeerein tumse hi mile

Jab koi na khada tha peeche
Yeh kala hi toh meri gawah bani
'Cause daddy was in and out
Aur uss dard ki shayari dawa bani

Now dad is fuckin' proud
Uske naam ke naare pade yaha shows pe
He was one of those guys
Jo kehta tha "Beta tu yeh kaam chhod de"

Ab mein bhi nai dhundhta kami unn rishton me
Khuda ne kitna nawaza hai
Khuda ne woh taqat di
Maine logon ki soch ko hi badal daala hai

Woh likhta hai zindagi uski bhi
Badal gayi guzre hue saalon me
Woh kehta hai zimmedaari badh gayi
Kami hoti jaa rahi yaaron me

Woh kehta hai uske teen bhai
Woh khud sabse bada hai saaron me
Likhta hai usse hausla milta hai
Mere gaaye hue inn gaano me

Mujhe sacchai dikhe iss likhai me
Wohi sachhai jo dikhe iss bhai ko
Meri likhayi mein
"See that's the energy bro"

Khuda hume kisi bhi shakal me madad bhejta hai
We never know
Toh dekho toh tabh bhi hum dono hi the
Aur dekho toh ab bhi hum do

Woh likhta hai "If he could afford
Woh mere show pe aata next week"
And I just adored the way
This brother had set straight his priorities

Aur haa, priorities, abb mein andar hi andar hasun
Jab waiter pooche coke ya pepsi
Ab dekhu yun khat
Toh mujhe lage meri zindagi ka aks hi

Kabhi socha nai tha
Jo din maine dekhe woh din bhi mein dekhunga
Kabhi socha nai tha
Ki woh roh denge padhke jab mein unpe likhunga

Kabhi socha bhi toh yeh gumaan
Ki haa kahi toh paunchunga
Never thought backstage khada
Chori chupe yeh aansoo pochunga

Life is amazing
Aankhe khol this shit is so crazy
Just when I think "I've seen it all"
I see some shit that amazed me

Zindagi badal di meri tumne
Meri nazar se dekho toh khud ko
Woh liktha hai meri tarah
Kaafi akela mehsoos karta khud ko

Lekin phir add jana seekha
Himmat bandhke jo ladh jaana seekha
Aur ladhna bhi theek tha
Kahin jazbaat kaabu kar lena bhi theek tha

Likhta hai uska chota bhai
Kehta hai woh bhi rapper banega
He says woh video banayega
Uska gaana bhi T.V pe chalega

Uske top 2 me savage aur jani
Woh feature karega toh unse karega
But bro you better not tell him
Ki "Chote tujhe rap se kuch nai milega"

'Cause that would be fucking wrong
Mein yeh likhte hue hass raha hu
Aur me hasa matlab shit is serious
Zindagi apni terms pe jeeni hai

I'm glad that you fuck with the music
Dil se karta hu, got my heart into this
And I wish I could I write more
But I got a show cause I'm on tour

Gotta bounce man
Hang tight
Be safe
Bhai hai tu


Credits

Song Title: Open Letter
Artist: Talha Anjum
Written By: Talha Anjum
Produced By: Umair
Release Date: February 18, 2023
Music Label: Young Stunners

About 

"Open Letter" is a song by the Pakistani rapper Talha Anjum, which was released as the fifteenth track from their debut solo album, "Open Letter," in 2023
There are total 15 tracks in Open Letter album, was released on February 18, 2023.
You can listen full album on Spotify "Open Letter"

All Songs From "Open Letter" Album

6.  Two Tone
10.  Kaam Pura
11.  Flex
14.  Secrets

Post a Comment

0 Comments