Recent Song

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

Afsanay Lyrics - Young Stunners (Talha Anjum & Talhah Yunus)

Young Stunners Afsanay Lyrics - Afsanay song sang by Talha Anjum & Talhah Yunus. Afsanay song lyrics written by Talha Anjum, Talhah Yunus and Produced by Jokhay. The song was released on 19 March, 2021.

cover art for Afsanay single by Young Stunners

Afsanay Lyrics

[Talhah Yunus:]
Afsanay ab likhta nahi hu
Mai dunya ko dikhta nahi hu
Mat pucho mai kitna sahi hu
Kyun ek jagah tikta nahi hu
Basar karte hain tere dil mai
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

Afsanay ab likhta nahi hu
Mai dunya ko dikhta nahi hu
Mat pucho mai kitna sahi hu
Kyun ek jagah tikta nahi hu
Basar karte hain tere dil mai
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

[Talha Anjum:]
If I were you and you were me (You were me)
I would forgive you jaise tu ho aik surang mein uske end mein tujhko roshni dikhi (Light it up)
Thats how I see you
Khud ko meri nazar se dekh
If I were you and you were me (If you were me)
Mein aise toot’ta key toot’tay hain taaray kya
Wo aaj bhi hai muntazir (Yeah)
Mukhtasir aik mulaqaat ka, phir kabhi mil payein na
Dil doobay aur manzil lagay dur bohot
Urooj se zawaal dekhein hain noor bohot
Na tere haath mein zindagi aur na he maut
Mere haath mein hai qalam, qallaa aur shauq
Har khof se azaad kardo meri zaat ko
Qismato se paak kardo mere haath ko
Jis hisaab se rakha hai dil pe bojh mere
Jaise karma peechay pada hai haath do
Gaanay gaye bohot, dil dukhaye bohot
Na tumhein aye sharam, na humein aye maut
Mein sane hu is minute, next minute I’m psycho
Industry karay follow brands go where I go
Ye mera flex nae hai life hai (Yeah, yeah)
Send my cheque mujhay baat cheet nae chahiye (Yeah, yeah)
I got bills, mard ke alag hotay qaiday
Agar kamatay nae tau mard ho tum kaikay
Future dikhta nae hai future is what I say (What I say)
Wo saath khayein kehna padta nae wo bhai thay (Bhai thay)
I do or die for the gang
Binna likhat padhat key kiye huye hain ye muhaeeday
Saal girah tab bhi khada tha mein mic pe (Yeah)
Gawah yaar, rawadaar, mere saath
Rahay sadda abaad ye awaaz
I rap for a purpose, ye career aik cause
You expect me to be perfect and I’m just full of flaws
Kaise likhta hu ye verses, kya karta hu mehsoos
Mein binna taj ka badshah got nothing to lose
I’m crossing lines just to cancel out the booze
Ab na dil se niklay arzu
Jab se dil se nikli aaj tu
Dil tha mera gosha-e-sakoon aik
Kyun bana gayi hai isay bazaar tu

[Talhah Yunus:]
Afsanay ab likhta nahi hu
Mai dunya ko dikhta nahi hu
Mat pucho mai kitna sahi hu
Kyun ek jagah tikta nahi hu
Basar karte hain tere dil mai
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

Afsanay ab likhta nahi hu
Mai dunya ko dikhta nahi hu
Mat pucho mai kitna sahi hu
Kyun ek jagah tikta nahi hu
Basar karte hain tere dil mai
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

Dil mai sawaal baday, biche hue jaal baday
Meri misaal chalay, chahte saaray chaal chalen
Thappar ye gaal pe, industry poori paalte rahay
Laya kitaab jo tum khol ke sirf chaapte rahay
Talway mere chaatte rahay, paisa nae, woh daat de rahay
Dekhe nae halaat mere, yaaron ne jo khwaab dekhay
Pooray karu aaj ab is hath mai wo aag betay
Paise mai wo baat nae jo izzat meri aaj betay
Ye imtehaan kesa, Sooraj nae par chaand dekha
Likhari jaan leva, Urdu Rap ko saans deta
Kisse laddun jung sab waaqif hai ye Medaan mera
Rap meri jaan mai Karachi kay liye jaan deraha
Ye ladkay likhtay mujhe dikhtay apne bars bhae
Darta nae girnay se bas dunya se naraaz bhae
Ainay ko tod'den yu jodte alfaaz bhae
Lafz kese tolte jab bhaari ye awaaz bhae
Dil mera saaf, mai industry ka woh raaz bhae
Darte mujhse aaj bhi, shaheen ata baaz nae
Bhai full pachaas, Talha jaanay khola hath nahe
Kaagaz ko mai aag du, pichwaday inke rakh bhae
Sarr apna nochrahay hum sote ve bhi soch rahay
Khwaabon mai bhi apno kay khushi kay ansu poch rahay
I ain’t a role model, aaj bhi on the road ayy
Underground ko laya mainstream walay shows mai
Deal hoti close uthte sath mujhe hosh nae
Industry mere lun# pe par nae wo meri dost nae
Rozi roti likhi ooper walay ne, afsos nae
Darrte nae hum maut se, musaafir martay roz bhae
I ask God, why you made fear?
Sab rona chahtay but we hate tears
I’m never sober but I stay clear
Samajh se baahir mai jese Shakespeare
Arsay se khayi nae roti maa ki hath ki
Taaron ko mai naam duu tu dekh meri saadgi
Dushman ko bhi kaam duu, kese hogi barabari
Log meri mehnat ka phal khana chahte aaj bhi
Ye baaten nahi Kaagzi, mai khud ko deta daat bhae
Sach se dunya bhaagti, aur mai sirf sach ke sath bhae
Highest in the room mujh tak pohanchengay kya khaak bhae
Har gaanay ki mai dhun, sirf beaton se karta baat ayy

Afsanay ab likhta nahi hu
Mai dunya ko dikhta nahi hu
Mat pucho mai kitna sahi hu
Kyun ek jagah tikta nahi hu
Basar karte hain tere dil mai
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

Afsanay ab likhta nahi hu
Mai dunya ko dikhta nahi hu
Mat pucho mai kitna sahi hu
Kyun ek jagah tikta nahi hu
Basar karte hain tere dil mai
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

Written By: Talha Anjum & Talhah Yunus


Details About Afsanay Song

Song Title: Afsanay
Artists: Young Stunners (Talha Anjum & Talhah Yunus)
Written By: Talha Anjum & Talhah Yunus
Produced By: Jokhay
Release Date: March 19, 2021
Music Label: Young Stunners

Knowledge & Facts

"Afsanay" is seventh track from the EP "A Tale Of Two Talhas" by Pakistani Hip Hop group Young Stunners.
This EP and Tracklist based on Playlist by Young Stunners YouTube Channel
There are total 9 tracks in A Tale Of Two Talhas EP

All Songs From "A Tale Of Two Talhas" EP

1.  Jalega
4.  Gumaan
5.  Dont Mind
6.  Laga Reh
7.  Afsanay
8.  Why

Post a Comment

0 Comments