Recent Song

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

Talha Anjum, JJ47 & Talhah Yunus - Glass Half Full Lyrics

Glass Half track from Talha Anjum (2023) album "Open Letter". Glass Half Full Song lyrics written by Talha Anjum, JJ47, Talhah Yunus and Produced by Umair. The song was released on 18 February, 2023.

cover art for Open Letter album by Talha Anjum

Glass Half Full Lyrics

[JJ47:]
Bikhre hue pata nahi kia-kia roz chale
Tu hai nahi to phir henny on the rocks chale
Tu gaya to phir maza hi nahi mehfilon mein
9mm sirf gang talk chale
Tujhe pata sath mere log bahot chale
Jhoote log inke dilon mein khot chale
On my own zone, doubt kuch pata hi nahi
Mujhe ghar pohanchati dua warna sath maut chale
Dil nadan phir bhi jaam dhoondta hai
Kiu ye sooraj se mukhatib, kia ye sham dhoondta hai
Woh to roz kare mehnat, inaam dhoondta hai
Bara kaam kiye bina, bara naam dhoondta hai
Lekin maza hai hi thakan mein
Ye lafz bane dard, jaise rehta pareshan mein
Gulshan ke phool murjhane ko pohnche
Mai aqsar bhool jata pani dalna guldan mein
Chezein rehti nahi deehan mein
Smoking to much, dhuhan bhara hai makaan mein
Seedhi tarha bolun, karta asaan mein
Main bari baatein kar hi nahi pata apni shaan mein
Waoh!
Bhoole apna aap hum
Aqs dekhne ko humein aaine zaroori hai
Sab uljha jaisa door koi
Tabhi kehta hoon mujhe liney zaroori

Likhne betha to sirf ghum nikla hai
Rooh meri qabz, kia yeh dam nikla hai
Meine jab bhi "Mein" likha wo "Hum" nikla hai
Bana ye muqdar jab ye qalam nikla hai
Ye karam nikla hai hum batate phire
Woh sunne ke shaukeen hum gaate phire
Gum itne hue hum chupaate phire
Tum todte raho hum nibhaate phire
(Hum nibhaate phire, hum nibhaate phire..)

[Talhah Yunus:]
Aaj likhenge kitaab phir
Kalam naraaz kehta aa gayi na yaad phir
Shaayar bane teri khatir
Wahi khwaab wahi jurm wahi kaatil
Duniya se aajiz toh badal banate
Ye taare chamakte hum lehre milate
Kho chuke apne apno ke liye gaate
Har mehfil sajaate, par andar se yaadein
Aaj bhi lage aise jaise mere saath tu
Kehte mujhe star magar mere liye star tu
Bache na koi aarzoo, jab khwabon mai shumaar tu
Yaaro ka yaar apne yaaron ke liye jaan dun
Sabse chhota sabse zyada zimmedaariyan
Zamana ro padega chhoro ye kahaniya
Aansuon ko khud hi aankhon se chupa liya
Samjhe meine khud ko pathar ka bana liya
Kandhe bhaari itne rakhega koi haath kiu
Hum doobe tere peeche kia girte ko yun haath dun
Is kala pe hai fakar magar, duniya se naraaz hun
Naa samjhe meri baat tou, kiu lafzon ka mohtaaj hu

Mai tanha is sehra mai zakham ye gehra khud bharne dein
Jab loug hi munafik tou, chehre se padh lete
Sidhi lagate aur unko bhi chadne de
Basti ujagar mere sirf guzarne se
Rahon se waqif tou wapis bikhrane de
Lafzo ke taajir hain sauda tou kar lete
Hip-hop ki khatir hum ulfat main mar mite

Adab be-naseeb ye
Ajab sa adeer mai
Shayad Khuda ke karib mai
Alag dikhta iss bheed mai
Na raha saaya jiske liye dekhe khwab bade
Lahu bahaya hai tabhi tou aaj bebaak khade
Dilon ki zabaan bane
Sochon ko aazad kare
Are you wanna flow, aaja zindagi ki baat kare
Sabar bada kadar hoti sabko baad mai
Siyahi se jala denge kalam mai itni aag hai
Muntazir inn taaro ke jawaab ke
Jaagu saari raat mai
I drink the pain away
Pray for the better days
Zindagi ki jail mai
I hope that still same, I'm out

[Talha Anjum:]
Mere gam mere gusse pe ab haavi rahe
Aankhein jaagi rahe soche baagi rahe
Wo rahein tou nahi rahi par hum tou hum hi hain na
Hum tou tere humrahi hum tere humraahi rahe
I fuck with this verse ki ye khud hi kuch bol de
Ye dil ki tijori ke band raaz kuch khol de
Zehan jail bro, Isse na rihayi mili
Saara sehar mera gawah phir bhi na gawahi mili
Kagozon ko jo siyahi mili
Kitne logo ko meri zaat se hausla-afzai mili
Thank God
Khuda bada baadshah
Wo Khuda mujhe rag-rag se bhi jaanta
Meri sohbat mai baithe hi nahi jealousy (Nai)
I hope my brothers gifted be with I could never be
Mai JJ47 or TY baithe dard ki rymdy
The bottle emty it’s hurt
I’ll be you let go, you let be
Toh socho ab mai kya karun (Han)
Glaass half full ab mai isme kya bharun
Urdu rap mera dil aur mai uski shahrag hun
Nazar ye badalte hain yahan pe ladke ku-baku
Inko kya khabar unke hakk mai main kitna behatar hun
Ek din mai legend dusre din mai unka dushman hun
Dono suraton mai lena pade mera naam
Mai dono suraton mai na karun kabhi kalaam

I’m on my own shit ye focus kabhi toota nai
Life on the edge I wanna go, par mai kuda nai
Mere junoon ko jahil samjhe shock kiu
Sab kaan lagaye still nobody to talk too
Sabse yaadgar raatein sabse zyada vivid (Yeah)
Sabse bade gam hi dete sabse zyada himmat (Facts)
Sabse bada nahi hu ghar ka par hai bada sabak (Yeah)
Sab batate meri maa ko mujhpe hai bada fakar
Like already did not know (Know)
Kitani dekhi pareshani, ya karm aur nawazishein
Banawati hum the hi nai, tou chutiye bhi na bane
Industry meri dost nai wo chahe mujhse na mile
Mere yaaro ka iss sabar silah mile
Mai kitna kush-kismat, ghar aao wapas maa mile
Ye rishtey wapas na mile, jamegafeer mai jaa mile
Ye bheed hamare liye thi aur ab hum iss mai shamil hai

Somedays (Somedays) I shed tears from my fears, somedays
I miss wisky with sadness and pain (Yeah)
I take risk jo wo kabhi bhi na len, and that's why I'm here (That's facts)


Credits

Song Title: Glass Half Full
Artist: Talha Anjum
Featuring Artists: JJ47 & Talhah Yunus
Written By: Talha Anjum, JJ47 & Talhah Yunus
Produced By: Umair
Release Date: February 18, 2023
Music Label: Young Stunners

About 

"Glass Half Full" is a collaborative song between Talha Anjum, JJ47 and Talhah Yunus, which was released as Talha Anjum's twelve track from their debut solo album, "Open Letter," in 2023
There are total 15 tracks in Open Letter album, was released on February 18, 2023.
You can listen full album on Spotify "Open Letter"

All Songs From "Open Letter" Album

6.  Two Tone
10.  Kaam Pura
11.  Flex
14.  Secrets

Post a Comment

0 Comments