Young Stunners Gumaan Lyrics - Gumaan song sang by Talha Anjum & Talhah Yunus. Gumaan song lyrics written by Talha Anjum, Talhah Yunus and Produced by Jokhay. The song was released on 18 September, 2020.
Gumaan Lyrics
[Talha Anjum:]
Maafi talaafi ki kaafi par aayi kaam nae
Ji aap wo leti mera naam nae
Pills pop, I let the weed smoke
Sometimes just talking does not make the pain go
Tu he aag tu he uspe padti baarish
Mein wo khaali haveli jiski tu akeli waaris
Tu he chaaon, tu he dhoop, rangon key saat roop
Tu jitni khoobsurat uss se kahee’n zyada duur
Mein likhna chhor dun jo tere baare
Mein qalam torr dun aur tu siyaahi mein basa reh
Hansa rahey zamaane ko khud se pareshaan
Wo padhti thi kitaabein mein padhta hun insaan
Insaan bhi kya cheez hai
Aik mein wafa nae aur dusre ko wafa ki umeed hai
Insaan bhi kya cheez hai
Mein kal guzra phir udhar se tou yaad agayi chiz aik
Tera number nae hai you left the city and you’rе gone
Baat karne ko hai bass ye microphonе
Wohi kaghaz, wohi qalam, lehje sakht, dil naram
Badd bakht bass karo udaasi har taraf
Jhootay tere bharam kis baat pe tu barrhamm
Par hum kyun abhi stuck like a jam on a one way
But someday tu samajh jaegi duur hokey ham se key
Ham mein wo qaraar nae, pehle waali baat nae
Tujhe kiya azaad ya di hai khud ko saza
Lekin dil ke mohalle mein ab tera makaan nae
Aaj phir tu aae nae, yaad teri aayi thi
Bewaja he bewafa se, bepanah umeed jo lagae thi, mmm
Aaj phir tu aik gumaan, aaj phir tu shaeri
Socha tha tu aaegi torr ke wo rasmein saari dunya ki riwaaeti
But God dammit girl
Aaj phir tu aae nae, yaad teri aayi thi
Bewaja he bewafa se, bepanah umeed jo lagae thi
[Talhah Yunus:]
Raazi dil tou razamand hum kyun nahi
Nai taapi pill, gaanay likhe ye shaoor bhae
Ye ajizi hai baghi isko kehte hum ghurur nai
Dil-e-maghroor tu bhi khoob tu haram dena sood phir
I’m just a text away, itna bhi duur nahi
Feels like yesterday sach ka suboot nai
Tu hi zawal mera, tu hi hai urooj ay!
Logon se puch ye qalam likhta jhoot nai
Ghum dekar phir dilaase kese?
Muu pe tassaliyan tou dunya mai tamashe kese?
Hum aaj bhi kehte, na koi raqeeb, na hareef
Hum thay ghareeb najanay kaati hain wo raaten kese?
Qalam chhor ya qalam torr, aa wazan tol
Nai hazam shor, ye azam khoj, tu surangh khod
Tarazu hi nai jo tolega ye dozen bol
Tu raqam soch in lafzon ki, aaja zakham tol, ay
Insaan bhi kya cheez hai
Ek mai wafa nai aur dusre ko wafa ki umeed hai
Insaan bhi kya cheez hai
Jhoot ki saza nai tou tohmaten lagane pe yahan dheel hai
Tu jese rehmat, tu hi hoor, tu hi noor, kohinoor
Tu hi saya, tu hi dhoop, tu fitoor ye futuur
Tu itni khoobsurat key mai likhne pe majboor
Badal sirhaana, kyun ke duur, tu ne tou aana nai
Khudkush zamana, ye ek gaana koi fasaana nai
Likhden afsanay tujh pe lekin
[Talha Anjum:]
Aaj phir tu aae nae, yaad teri aayi thi
Bewaja he bewafa se, bepanah umeed jo lagae thi, mmm
Aaj phir tu aik gumaan, aaj phir tu shaeri
Socha tha tu aaegi torr ke wo rasmein saari dunya ki riwaaeti
But God dammit girl
Aaj phir tu aae nae, yaad teri aayi thi
Bewaja he bewafa se, bepanah umeed jo lagae thi
Written By: Talha Anjum & Talhah Yunus
Details About Gumaan Song
Song Title: Gumaan
Artists: Young Stunners (Talha Anjum & Talhah Yunus)
Written By: Talha Anjum & Talhah Yunus
Produced By: Jokhay
Release Date: September 18, 2020
Music Label: Young Stunners
Knowledge & Facts
"Gumaan" is fourth track from the EP "A Tale Of Two Talhas" by Pakistani Hip Hop group Young Stunners.
This EP and Tracklist based on Playlist by Young Stunners YouTube Channel
There are total 9 tracks in A Tale Of Two Talhas EP
All Songs From "A Tale Of Two Talhas" EP
1. Jalega
3. Karachi Chal
4. Gumaan
5. Dont Mind
6. Laga Reh
7. Afsanay
8. Why
9. Phir Milenge
0 Comments