Recent Song

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

A.R. Rahman - Kun Faya Kun Lyrics

Kun Faya Kun track from Imtiaz Ali (2011) Movie "Rockstar". Kun Faya Kun Song lyrics written by Irshad Kamil and Produced by A.R. Rahman. The song was released on 30 September, 2011.

Rockstar album (movie) cover art

Kun Faya Kun Lyrics

Ya Nizamuddin Auliya
Ya Nizamuddin Sarkar

Kadam badha le, haddon ko mitaa le
Aaja khalipan main pee ka ghar tera
Tere bin khaali aaja khalipan mein
Tere bin khaali aaja khalipan mein

Rangreza
Rangreza
Rangrezaa
Hoo, Rangrezaa

Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
Jab kahin pee kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha

Wo jo mujh mein samaaya, wo jo tujh mein samaaya
Maula wahi wahi maaya
Wo jo mujh mein samaaya, wo jo tujh mein samaaya
Maula wahi wahi maaya

Kun fayakun Kun fayakun
Sadaq-Allah-ul-Ali-ul-Azeem

Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangai chaahe tann chaahe mann
Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangai chaahe tann chaahe mann

Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau

Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Qatra mila jo tere darr barse
Oo, Maula, Maulaa

Kun fayakun Kun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
Jab kahin pee kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadaq-Allah-ul-Ali-ul-Azeem
Sadaqa-Rasool-ul-Nabi-ul-Kareem

SallAllahu-Alayhi-Wa-Sallam
SallAllahu-Alayhi-Wa-Sallam

Ho mujhpe karam sarkaar tera
Araz tujhe karde mujhe, mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedaar mera
Karde mujhe mujhse hi riha, mujhse hi rihaa

Mann ke mere ye bharam
Kachche mere ye karam
Leke chale hain kahan
Main tou jaanun hi na

Tu hai mujh mein samaaya, kahaan leke mujhe aaya
Main hun tujh mein samaaya, tere peechhe chala aaya
Tera hi main ek saaya, tune mujhko banaya
Main tou jag ko naa bhaaya, tune gale se lagaya
Haq tuhe hai khudaya, sach tuhe hai khudaya

Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
Jab kahin pee kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadaq-Allah-ul-Ali-ul-Azeem
Sadaqa-Rasool-ul-Nabi-ul-Kareem

SallAllahu-Alayhi-Wa-Sallam
SallAllahu-Alayhi-Wa-Sallam

Written By: Irshad Kamil


Credits

Song Title: Kun Faya Kun
Singers: A.R. Rahman, Mohit Chauhan & Javed Ali
Written By: Irshad Kamil
Produced By: A.R. Rahman
Movie: Rockstar
Cast: Ranbir Kapoor & Nargis Fakhri
Release Date: September 30, 2011
Music Label: T-Series

Meaning

"Kun Faya Kun" is a qawwali song written by Irshad Kamil. "Kun Faya Kun" song in the Sufi style and express the idea of surrender to a higher power. The phrase "Kun Faya Kun" is an Arabic phrase, which when translated to English, means "Be, and it is." This phrase is considered a central concept in Sufism, which is a mystical Islamic belief system. The song is considered as powerful and soulful and it's often used as a reminder for the listener to let go of their ego and submit to the will of a higher power (Allah).
In the context of the film "Rockstar", the song is used as a way to express the protagonist's longing and spiritual journey.

About

"Kun Faya Kun" is a powerful and emotional song from the 2011 Indian film Rockstar. The song is used in the film to express the feelings of the protagonist, a struggling musician named Janardhan Jakhar (Jordan), who is on a journey of self-discovery and spiritual awakening. The lyrics of the song, which are written in Urdu and Hindi, convey themes of longing, love, and devotion to God. The title "Kun Faya Kun" is a phrase from a Hadith, which is a saying of the Islamic prophet Muhammad. The phrase roughly translates to "Be and it is," and it is often interpreted as a call to trust in the power of God.
The song is composed by A. R. Rahman and performed by A. R. Rahman, Javed Ali, and Mohit Chauhan. The composition of the song is a blend of traditional Qawwali and contemporary music, which creates a unique and powerful sound. The song is well received by audiences and critics alike, for its powerful lyrics and emotive rendering.
Overall, the song is seen as one of the best and most memorable songs from the movie. It expresses the protagonist's longing and spiritual journey, as well as the power of God and devotion.

Post a Comment

0 Comments