AADAT Lyrics
Faaslay barhtay gaye
Chehray yay parhtay rahey
Bahon main liyay in khwabon ko
In kaanton pay chaltay rahey
Zakham khud bhartay rahey
Lehron say kartey gilay
Doobain hain sirf teray khatir hum
Wo jaam agay kartay rahey
Lehjay to kafi hain
Shayad teray aadi hain
Samandar yay lafzon ka jaisay
Wo behtay huay saqi hain
Tu lahu bhi rag-rag say waqif bhi
Jazbay raghabat say takat bhi
Hikmat bhi hai aur nazakat bhi
Najanay tu kitnon ki chahat thi
Mujhay teri aadat si
Mujhay teri aadat si
Lagay sab banawati
Lay dubi yay chahat hi
Mujhay teri aadat si
Mujhay teri aadat si
Lay dubi yay chahat hi
Mujhay teri aadat si
Kya yay jashan meri har ka hai
Saaray log mujhsay khar khayen
Kya yay khwahishun ka marka hai
Ya asar tera zehar ka hai
Wohi gilay wohi shikway
Beqarari jab na dikhtay
Teri hussun ki tarifon main hi bikhray
Dil kash dil nasheen kya kya likhtay
Shamain adhi ho chuki, wo baatain yaad rahin
Kya karun teray liyay main baat badi
Din to guzar jaatay lagti har aik raat badi
Jalatay hain is zamanay ko wo aag bhari
Ashqon say darya yay bahr gaye
Samjhay hum lehron say dar gaye
Na chahtay huay bhi bicharh gaye
Phir say tum mun pay muqar gaye
Mujhay teri aadat si
Mujhay teri aadat si
Lagay sab banawati
Lay dubi yay chahat hi
Mujhay teri aadat si
Mujhay teri aadat si
Lay dubi yay chahat hi
Mujhay teri aadat si
Mujhay teri aadat si
Mujhay teri aadat si
Lagay sab banawati
Lay dubi yay chahat hi
Mujhay teri aadat si
Mujhay teri aadat si
Lay dubi yay chahat hi
Mujhay teri aadat si
Written By: Talhah Yunus
Details About AADAT Song
Song Title: AADAT
Artist: Talhah Yunus
Written By: Talhah Yunus
Produced By: Jokhay
Release Date: December 7, 2022
Music Label: Young Stunners


0 Comments