Recent Song

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

Armaan Malik - Besabriyaan Lyrics | M.S. Dhoni

Armaan Malik Besabriyaan Lyrics - Besabriyaan Lyrics From M.S. Dhoni Movie, Song Lyrics Written By Manoj Muntashir, Besabriyaan Song Sung By Armaan Malik, Music By Musician Amaal Mallik And Music Label By T-Series.


Besabriyaan Lyrics

Raaste Bhaage Paaon Se Aage
Zindagi Se Chal
Kuch Aur Bhi Maange

Raaste Bhaage Paaon Se Aage
Zindagi Se Chal
Kuch Aur Bhi Maange

Kyun Sochna Hai Jaana Kahan
Jaaye Wahi Le Jaaye Jahan
Besabriyaan Besabriyan..
Besabriyaan Besabriyan..

Kadmo Pe Tere Baadal Jhukenge
Jab Tak Tujhe Ehsaas Hai
Jageer Teri Tera Khazana
Yeh Tishnagi Hai Yeh Pyaas Hai

Kyun Rokna Ab Ye Karva
Jaaye Wahi Le Jaaye Jahan
Besabriyaan Besabriyaan
Besabriyaan Besabriyaan

Kya Yeh Ujaale
Kya Yeh Andhere
Dono Se Aage Hain Manzar Tere

Kyun Roshni Tu Bahar Talaashe
Teri Mashaale Hain Andar Tere

Kyun Dhoondna Pairon Ke Nishaan
Jaaye Wahi Le Jaaye Jahan
Besabriyaan Oh Besabriyaan Ha..

Written By: Manoj Muntashir

Details About Besabriyaan Song 

Song Title: Besabriyaan
Movie: M.S. Dhoni
Singer: Armaan Malik
Lyricist: Manoj Muntashir
Musician: Amaal Mallik
Music Label: T-Series

More Songs From "M.S. Dhoni" Movie 

Post a Comment

0 Comments