Recent Song

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

Lambiyaan Si Judaiyaan Lyrics - Arijit Singh | Raabta Movie Song

Arijit Singh  Lambiyaan Si Judaiyaan Lyrics - Lambiyaan Si Judaiyaan Lyrics From Raabta Movie, Song Lyrics Written By Amitabh Bhattacharya, Lambiyaan Si Judaiyaan Song Sung By Arijit Singh, Music By Musician Pritam And Music Label By T-Series.


Lambiyaan Si Judaiyaan Lyrics

Sajda Tera Kar Na Sakoon
Toh Bandagi Kya Bandagi
Tere Bina Jeena Pade
Toh Zindagi Kya Zindagi

Kya Rang Laaya Dil Ka Lagaana
Kya Rang Laaya Dil Ka Lagaana
Goonje Hawaa Mein
Bichhde Dilaan Diyaan Duhaiyaan
Vey Badi Lambiyaan Si Judaiyaan

Tere Nishaan Yaadon Mein Hain
Tu Kyun Nahi Taqdeer Mein
Nadaan Dil Hai Dhoondta
Qurbat Teri Tasveer Mein

Mumkin Nahin Hai Tujhko Bhulaana
Mumkin Nahin Hai Tujhko Bhulaana
Dekhe Khudaya Do Aashiqaan Diyaan Tabahiyan
Vey Badi Lambiyaan Si Judaiyaan

(Ali Ali Ali… Ali Maula…)

Naraaz Ho Chaahe Khuda
Duniya Bhale Raqeeb Ho
Uff Na Karun Hothon Se Main
Bas Tu Agar Qareeb Ho

Badi Lambiyan Si Judaiyan
Judaiyaan..
Badi Lambiyaan Si Judaiyaan
Judaiyaan.. Judaiyaan..

Vey Badi Lambiyaan Si Judaaiyaan
Lambiyan Si Judaiyaan
Lambiyan Si Judaaiyan
Lambiyan Si Judaaiyan…

(Vey Badi Lambiyaan Si Judaaiyaan…)

Written By: Amitabh Bhattacharya

Details About Lambiyaan Si Judaiyaan Song

Song Title: Lambiyaan Si Judaiyaan
Movie: Raabta
Singer: Arijit Singh
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Musician: Pritam
Director: Dinesh Vijan
Music Label: T-Series

More Song From "Raabta" Movie 

Post a Comment

0 Comments